Vande Mataram is Tuned by Universal Music Division Mercury Records.
Whats the playtime (duration) of Vande Mataram song?
Playtime of song Vande Mataram is 3:17 Minute.
When Vande Mataram song released?
Vande Mataram mp3 hindi song has been released on 26/Jan/2009.
Which album is the song Vande Mataram from?
Vande Mataram is a hindi song from the album Bharati (Version 2009).
How can I download Vande Mataram song ?
You can download Vande Mataram song via click above download links.
Description :-Vande Mataram mp3 song download by Various Artists in album Bharati (Version 2009). The song Vande Mataram is and the type of this song is hindi
Vande Mataram Various Artists Lyrics
Ik tera naam hai saancha ho. Ik tera naam hai saancha Mann meriya ne baancha Bas naam tera maa ho. Ek pehchaan meri tu hi Jind jaan meri tu hi Jahaan mera Maa.
Ho. Tujh pe vaarna Sau waari jaan main Tujh pe vaarna Sau waari jaan main Tere qurbaan meri Maa
Aa gayi ghadi hai dekho sabse badi Hai mujhse bas do kadam pe dekho jeet khadi Haan mujhe kab se intezaar tha aaj ki shaam ka Ab dekho kya karta hai ye banda Hindustan ka Jo kisi ke bhi aage jhuka nahi Haan main hoon uss desh ka Tu baith ke le nazaara is treble aur bass ka Seedha chalun ya chalun dhai dhai chaal main Khel mera hoga ye dekh lambi race ka Mitti ka karz hai main mar ke bhi chukaunga Tujhe mitti kar doonga Ya phir main mitti mein mill jaaunga Jo bhi kaha tha main wo karke dikhaunga India se hoon khaali haath nahi jaaunga
Abe jam ke pakad jhaad doonga Tujhko main ukhaad doonga Jahaan se tu aaya hai na Wahin tujhe baad doonga Teri zameen pe aaj Tujhe hi pachhaad doonga Jhanda India ka bete, gaad doonga
Jeetoon ya haarun mujhe koi parwaah nahi Tumko main dikhaaun mujhe koi parwah nahi Maa hi mera Rab hai meri Maa hi mera peer meri Maa ke pairon ke alawa koi Dargah nahi
Naachunga naachunga mujhko fitoor hai Naachunga naachunga dil majboor hai Aaj ki shaam meri Maa ke hai naam Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai Main jeetun ya haarun mujhe naachna zaroor hai Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai Naachna zaroor hai, mujhe naachna zaroor hai Maa Maa. mujhe naachna zaroor hai Maa meri mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Rang kesar soora waaleya Rang sabz khili phulkariyan Ho rang chitta niyat saaf da Ho rang teenon jaan se pyaareya Rang teenon jaan se pyaareya
Ho Rang meri Maai ka Rang sachchai ka har achchhai ka hai Maa... Rang teri reet ka Rang teri preet ka Rang teri jeet ka hi chhaaye chhaaye
Kaise main chukaawan tera ehsaan Maai teri chunariya lehraaye
Jab tak mujh mein hai zara si jaan Maai teri chunariya lehraaye Ik tera naam hai saancha ho.
Tags: Vande Mataram Various Artists download Mp3 Song , Vande Mataram hindi , download free Vande Mataram Track, Various Artists Top Songs , Various Artists New Song Download - DjPunjab.