DjPunjab.is

Advertisment

  1. Home
  2. » Latest Bollywood Music
  3. » Karam Karam Ya Tajuddin
  4. » Taazwale Ki Shan Alla Re Alla Gulzar Nazan Mp3 song download



Taazwale Ki Shan Alla Re Alla Gulzar Nazan Mp3 song download

Karam Karam Ya Tajuddin Gulzar Nazan

Track : Taazwale Ki Shan Alla Re Alla

Music : Gulzar Nazan

Label : Venus

Playtime : 7:39 Minute

Category : hindi Music


Share on Whatsapp

Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song download

Back To Album

FAQs for Taazwale Ki Shan Alla Re Alla

Who is singer of Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song?

Singer of Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song is Gulzar Nazan.

Who is the music director of Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song ?

Taazwale Ki Shan Alla Re Alla is Tuned by Venus.

Whats the playtime (duration) of Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song?

Playtime of song Taazwale Ki Shan Alla Re Alla is 7:39 Minute.

Which album is the song Taazwale Ki Shan Alla Re Alla from?

Taazwale Ki Shan Alla Re Alla is a hindi song from the album Karam Karam Ya Tajuddin.

How can I download Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song ?

You can download Taazwale Ki Shan Alla Re Alla song via click above download links.


Description :-Taazwale Ki Shan Alla Re Alla mp3 song download by Gulzar Nazan in album Karam Karam Ya Tajuddin. The song Taazwale Ki Shan Alla Re Alla is and the type of this song is hindi


Taazwale Ki Shan Alla Re Alla Gulzar Nazan Lyrics


Mere makhdum shah baba ka darbar-e-aali hai
Isi darbar aali ka jamana bhi sawali hai
Hazaro ne yaha bigadi hui kismat banali hai
Karam humpe bhi ho jaye humari jholi khali hai

O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla
O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla
Sandal karle na kabul o baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdum alla re alla
O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla
O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla
Sandal karle na kabul o baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdum alla re alla
O walio me wali mukhdum alla re alla

O sare jag me teri dhum alla re alla

Rahnuma ho tumhi raho ke badshah ho tumhi shaho ke
Tum pe meri ye jaan saj ke ho jaan kya ye do jaha saj ke
Besaharo ke tum sahare ho sab ye kahte hai tum hamare ho
Sandal kar le na kabul o baba bhul ke hamari bhul
Hum hai khadim tum mukhdum alla re alla

O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla

Aap ke dar se hum kidhar jaye
Har taraf gum hi gum kidhar jaye
Hai musibat me hum diwane jan kar na bano anjane
Maaf karna mere guhnaho ko pher lena na tum nigaho ko
Sandal kar le na kabul o baba bhul ke hamari bhul

Hum hai khadim tum mukhdum alla re alla
O walio me wali mukhdum alla re alla
O sare jag me teri dhum alla re alla

Tu nigahe karam hai paresan hum dil ko ghere hai gum
Or labo pe hai dam
Hai kasam tumko karbal ke maidan ki
Hai kasam tumko kune shahi dan ki
Humne socha tha, haye kya ho gaya
Kaise manzil mile, rasta kho gaya
Ye ghadi jo musibat ki tal jayegi
O baba takdir apni badal jayegi
Besaharo ko ab to sahara mile
Dur jaye na kasti kinara mile
Aapka gum hamare liye hai khushi
Aapka to andhera bhi hai rosani
Ho gayi ab to had baba mukhdum shah
Alla madad alla madad baba mukhdum shah
Alla madad alla madad, alla madad alla madad
Alla madad alla madad, baba mukhdum shah


Tags: Taazwale Ki Shan Alla Re Alla Gulzar Nazan download Mp3 Song , Taazwale Ki Shan Alla Re Alla hindi , download free Taazwale Ki Shan Alla Re Alla Track, Gulzar Nazan Top Songs , Gulzar Nazan New Song Download - DjPunjab.

» Feedback / Suggestion

» Home

For any info - admin@djpunjab.is

djpunjab.is (2022 - 2026)