Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» 50 Years Of India Independence - Vol. 2
-
» Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal Various Artists Mp3 song download
Track :
Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal
Music : Hemant Kumar
Label : Saregama
Playtime : 9:10 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal
Who is singer of Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song?
Singer of Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song is Various Artists.
Who is the music director of Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song ?
Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal is Tuned by Saregama.
Whats the playtime (duration) of Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song?
Playtime of song Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal is 9:10 Minute.
Which album is the song Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal from?
Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal is a hindi song from the album 50 Years Of India Independence - Vol. 2.
How can I download Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song ?
You can download Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal song via click above download links.
Description :-Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal mp3 song download by Various Artists in album 50 Years Of India Independence - Vol. 2. The song Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal is and the type of this song is hindi
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
aandhi mein bhee jalati rahee gandhi teri mashaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
dharti pe ladi toone ajab dhab kee ladaai
dushman ke kile par bhee na kee toone chadhaai
vaah re fakir khub karaamaat dikhaai
chutki mein dushmano ko diya desh se nikaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
raghupati raghav raaja ram
shatranj bicha kar yahaan baithaa tha zamaanaa
lagtaa tha ki mushkil hai firangi ko haraana
takkar thi bade zor kee dushman bhee tha dana
par too bhee tha baapu badaa ustad puraanaa
maara vo kas ke daanv ki ulti sabhee kee chaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
raghupati raghav raaja ram
jab jab tera bigul baja jawan chal pade
majdoor chal pade the aur kisaan chal pade
hindu aur musalmaan sikh pathan chal pade
kadamon pe tere koti koti praan chal pade
phulon kee sej chhod ke daude jawaharlal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
raghupati raghav raaja ram
man mein thi ahimsa kee lagan tan pe langoti
vaise to dekhne mein thi hasti teri choti
lekin tuje jhukati thi himalay kee bhee chotii
duniyaan mein too bejod tha insaan bemisaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
raghupati raghav raaja ram
jag mein koyi jiyaa hai to baapu too hee jiyaa
toone vatan kee raah mein sabakuch lutaa diya
amrt diya sabhee ko magar khud zahar piyaa
jis din teri chita jalee royaa tha mahakaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
de dee hamein aajaathi binaa khadg binaa dhaal
sabarmati ke sant toone kar diya kamaal
raghupati raghav raaja ram
raghupati raghav raaja ram
raghupati raghav raaja ram
Tags: Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal Various Artists download Mp3 Song , Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal hindi , download free Sabarmati Ke Sant Tune Kar Diya Kamal Track, Various Artists Top Songs , Various Artists New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is