DjPunjab.is

Advertisment

  1. Home
  2. » Latest Bollywood Music
  3. » Navratri Special - Mata Bhentein, Vol. 1
  4. » Navratri Ke Nau Deen Aaye Various Artists Mp3 song download



Navratri Ke Nau Deen Aaye Various Artists Mp3 song download

Navratri Special - Mata Bhentein, Vol. 1 Various Artists

Track : Navratri Ke Nau Deen Aaye

Music : Ramkumar Shankar

Label : T-Series

Release Year : 28/Mar/2014

Playtime : 6:23 Minute

Category : hindi Music


Share on Whatsapp

Navratri Ke Nau Deen Aaye song download

Back To Album

FAQs for Navratri Ke Nau Deen Aaye

Who is singer of Navratri Ke Nau Deen Aaye song?

Singer of Navratri Ke Nau Deen Aaye song is Various Artists.

Who is the music director of Navratri Ke Nau Deen Aaye song ?

Navratri Ke Nau Deen Aaye is Tuned by T-Series.

Whats the playtime (duration) of Navratri Ke Nau Deen Aaye song?

Playtime of song Navratri Ke Nau Deen Aaye is 6:23 Minute.

When Navratri Ke Nau Deen Aaye song released?

Navratri Ke Nau Deen Aaye mp3 hindi song has been released on 28/Mar/2014.

Which album is the song Navratri Ke Nau Deen Aaye from?

Navratri Ke Nau Deen Aaye is a hindi song from the album Navratri Special - Mata Bhentein, Vol. 1.

How can I download Navratri Ke Nau Deen Aaye song ?

You can download Navratri Ke Nau Deen Aaye song via click above download links.


Description :-Navratri Ke Nau Deen Aaye mp3 song download by Various Artists in album Navratri Special - Mata Bhentein, Vol. 1. The song Navratri Ke Nau Deen Aaye is and the type of this song is hindi


Navratri Ke Nau Deen Aaye Various Artists Lyrics


navaratri ke nau din aaye
denaa nau vardaan
navaratri ke nau din aaye
denaa nau vardaan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan

navaratri ke nau din aaye
denaa nau vardaan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan

pehlaa var main jhooth naa boluun
paap-punya ko man se toluun
pehlaa var main jhooth naa boluun
paap-punya ko man se toluun

vipadaa aaye lakh-hazaaron
vipadaa aaye lakh-hazaaron
phir bhee kabhi naa main dolun
o, maiyaan, phir bhee kabhi naa main dolun

tija var denaa, he maiyaan
mit jae agyaan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan

rahe anand sada mere man mein
yahi hai chauthe var kee apeksha
rahe anand sada mere man mein
yahi hai chauthe var kee apeksha

mil jae muje paanchave var mein
mil jae muje paanchave var mein
param bhakthi kee paavan diksha
param bhakthi kee paavan diksha

aur chatha var aisa ho ki
lagaa rahe tera taan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan

var ye saatvaan do jagadambe
krodh kabhi naa mujko aaye
var ye saatvaan do jagadambe
krodh kabhi naa mujko aaye

aathvaan var do, ant samaya mein
aathvaan var do, ant samaya mein
akhiyaan tera darshan paaen
akhiyaan tera darshan paaen

moh-maaya se ho chhutkaaraa
do nauvaan vardaan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan

navaratri ke nau din aaye
denaa nau vardaan

aisee ye krupa karnaa, ambe
jag ka ho kalyaan, ho
jag ka ho kalyaan, ho

jag ka ho kalyaan


Tags: Navratri Ke Nau Deen Aaye Various Artists download Mp3 Song , Navratri Ke Nau Deen Aaye hindi , download free Navratri Ke Nau Deen Aaye Track, Various Artists Top Songs , Various Artists New Song Download - DjPunjab.

» Feedback / Suggestion / Contact us

» Home

For any info - admin@djpunjab.is

djpunjab.is (2022 - 2026)