Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» Ravindra Jain Hits - Mahavir Bhajan
-
» Mahavir Swami Tumhara Sahara Ravindra Jain Mp3 song download
Track :
Mahavir Swami Tumhara Sahara
Music : Ravindra Jain
Label : RJ Group
Release Year : 01/Nov/2018
Playtime : 4:38 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Mahavir Swami Tumhara Sahara
Who is singer of Mahavir Swami Tumhara Sahara song?
Singer of Mahavir Swami Tumhara Sahara song is Ravindra Jain.
Who is the music director of Mahavir Swami Tumhara Sahara song ?
Mahavir Swami Tumhara Sahara is Tuned by RJ Group.
Whats the playtime (duration) of Mahavir Swami Tumhara Sahara song?
Playtime of song Mahavir Swami Tumhara Sahara is 4:38 Minute.
When Mahavir Swami Tumhara Sahara song released?
Mahavir Swami Tumhara Sahara mp3 hindi song has been released on 01/Nov/2018.
Which album is the song Mahavir Swami Tumhara Sahara from?
Mahavir Swami Tumhara Sahara is a hindi song from the album Ravindra Jain Hits - Mahavir Bhajan.
How can I download Mahavir Swami Tumhara Sahara song ?
You can download Mahavir Swami Tumhara Sahara song via click above download links.
Description :-Mahavir Swami Tumhara Sahara mp3 song download by Ravindra Jain in album Ravindra Jain Hits - Mahavir Bhajan. The song Mahavir Swami Tumhara Sahara is and the type of this song is hindi
S - means singer
C - means chorus
S - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara
C - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara
S - mahavir swami tumhaara sahaara
C - bina aapke koun jag me hamaara
S - jagat sankaton ko sadaa aap harte
C - sadaa aap harte
S - tathaa shanti - santosh - sukh purna karte
C - ki sukh purna karte
S - tumhiin kalpakar - kamdhenu tumhiin ho
sabhi kamnapurna karata - tumhiin ho
C- mahavir swami tumhaara sahaara
बिना आपके कौन जग मे हमारा ।
S - tumhiin ratna chintaa mani sarvadaata
C - sarvadaata
S - tumhiin paapaharta - tumhiin vidhnghaata
C - ki vidhnghaata
S - tumhiin sarvdarshee - tumhiin vitaragi
tumhiin satya vaktaa - tumhiin sarv - gyani
C - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara
S - tumhiin buddha - brahma - mahesh sarv shankar
C - mahesh sarv shankar
S - mahadev - ishwar - ashubh ke kshayankar
C - ashubh ke kshayankar
S - sati anjana - draupadi - sita mata
manoram panical huin jag kii - gyaata
C - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara
S - sudarshan - shripantl tum naam dhyaaya
C - shripantl tum naam dhyaaya
S - sabon ke dukhon ko - kshanik me mitaayaa
C - kshanik main mitaayaa
S - ho lahI aaj sharna - prabhu ji tihaari
rahengen jagat main - kya phir bhi - dukhaari
C - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara
S - param poojya shraddhe ya tum ko jo dhya ve
vahi indra bhagava na - padavi ko paave
C - mahavir swami tumhaara sahaara
bina aapke koun jag main hamaara .
S - mahavir swami tumhaara sahaara
C - bina aapke koun jag main hamaara .
S - ho mahavir swami tumhaara sahaara
C - bina aapke koun jag main hamaara .
bhughalchook ashuddhi ke lae kshamaa sahi kar padhen .
Tags: Mahavir Swami Tumhara Sahara Ravindra Jain download Mp3 Song , Mahavir Swami Tumhara Sahara hindi , download free Mahavir Swami Tumhara Sahara Track, Ravindra Jain Top Songs , Ravindra Jain New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is