Who is singer of Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song?
Singer of Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song is Various Artists.
Who is the music director of Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song ?
Is Karam Ka Karun Shukar Kaise is Tuned by NAV Records.
Whats the playtime (duration) of Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song?
Playtime of song Is Karam Ka Karun Shukar Kaise is 11:58 Minute.
When Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song released?
Is Karam Ka Karun Shukar Kaise mp3 hindi song has been released on 20/Jul/2015.
Which album is the song Is Karam Ka Karun Shukar Kaise from?
Is Karam Ka Karun Shukar Kaise is a hindi song from the album Whirling Dervishes (50 Best of Sufi Hits).
How can I download Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song ?
You can download Is Karam Ka Karun Shukar Kaise song via click above download links.
Description :-Is Karam Ka Karun Shukar Kaise mp3 song download by Various Artists in album Whirling Dervishes (50 Best of Sufi Hits). The song Is Karam Ka Karun Shukar Kaise is and the type of this song is hindi
Is Karam Ka Karun Shukar Kaise Various Artists Lyrics
Bebandagi Urooj Kia, Banda Ker Dia Tara Mere Naseeb Ka Tabinda Ker Dia
Kitni Bari Huzoor Ki Banda Nawazian Mujh Ko Mere Sawaal Ne Sharminda Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukar Kaise Ada Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia
Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukar Kaise Ada Gham E Aashqi Se Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Mohabbat E Mustafa Se Pehle Mein Kuch Nahi Tha Mein Kuch Nahi Tha Karam Ki Is Intiha Se Pehle Mein Kuch Nahi Tha Mein Kuch Nahi Tha
Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha
Tere Karam Ka Tassaduq Teri Ata Ke Nisaar Mein Kia Tha Aur Mujhe Kia Bana Dia Tu Ne
Pehle Mujhe Kaun Janta Tha, Pehle Mujhe Kaun Janta Tha Gham E Aashqi Se Pehle Mujhay Kaun Janta Tha
Teri Zaat Ne Bana Di Meri Zindagi Fasana Mein Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon
Ata Kia Mujh Ko Dard E Ulfat Mein Is Karam Ke Kahan Tha Qaabil Huzoor Ki Banda Parwari Hai
Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon, Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon...
Bun Gayi Baat Unka Karam Ho Gaya Shaakh E Nasal E Tamanna Hari Ho Gayi Mere Lub Pe Mohammad Ka Naam Aa Gaya Baithe Baithe Meri Haazri Ho Gayi
Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon, Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon
Khaliq Ne Mujh Ko Meri Talab Se Sila Dia Sarmaya Dar E Ishq E Mohammad Bana Dia
Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon, Shukr Kaise Ada Is Karam Ka Karoon
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Jo Karam Mujh Pe Mere Nabi Ker Dia
Mein Sajata Tha Sarkaar Ki Mehfilein Mujh Ko Her Gham Se Rub Ne Bari Ker Dia
Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein
Jab Lia Naam E Nabi Mein Ne Dua Se Pehle Ho Gayi Mujh Pe Ata Meri Khata Se Pehle
Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein, Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein
Mohammad Mustafa Ka Naam Bhi Kia Ism E Aazam Hai Jahaan Koi Na Kaam Aaye Wahaan Ye Kaam Aata Hai
Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein, Zikr E Sirkaar Ki Hein Bari Barkatein
Mil Gayeen Raahatein, Azmatein, Rufatein?
Mein Gunaahgaar Tha Beamal Tha Magar Mustafa Ne Mujhe Jannati Ker Dia
Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata, Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata
Qamli Wale K Qalam Ki Baat Hai Warna Mujh Bande Kia Kia Auqaat Hai
Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata, Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata
Jitna Dia Sirkaar Ne Mujh Ko Utni Meri Auqaat Nahi Hai Yeh To Karam Hai Un Ka Warna Mujh Mein To Koi Baat Nahi Hai
Lamha Lamha Hai Mujh Per Nabi Ki Ata Doston Mein Aur Mangoon Maula Se Kia
Kia Yeh Kam Hai K Mere Khuda Ne Mujhe Apne Mehboob Ka Ummati Ker Dia
Gale Mein Shah E Bad Aaqa? Bhala Yeh Kam Hai Nishaan Mujh Se Benishaan K Liyeh
Apni Qismat Pe Kiyoon Na Naaz Karoon Loag Kehte Hein Shah E Badha Mujh Ko
Kia Yeh Kam Hai Bhala, Kia Yeh Kam Hai Bhala
Mujhe Mil Gayi Dono Alam Ki Shahi Mera Un K Mangtoon Mein Naam Aa Gaya Hai
Kia Yeh Kam Hai Bhala, Kia Yeh Kam Hai Bhala
Manam Adna Sana Khuwan E Mohammad Ghulam E Az Ghulaman E Mohammad
Kia Yeh Kam Hai Bhala, Kia Yeh Kam Hai Bhala
Bus Inko Safa Kasht Bechara Janoon Ghulam E Ghulaman E Aal E Mohamad
Kia Yeh Kam Hai Bhala, Kia Yeh Kam Hai Bhala
Kia Yeh Kam Hai K Mere Khuda Ne Mujhe Apne Mehboob Ka Ummati Ker Dia
Jo Dar E Mustafa K Gada Ho Gaye Daikhte Daikhte Kia Se Kia Ho Gaye
Aise Chasm E Karam Ki Hein Sirkaar Ne Dono Aalam Ne Un Ko Ghani Ker Dia
Koi Mayoos Lauta Na Dirbaar Se Jo Bhi Manga Mila Mere Sirkar Se
Saqde Jaoon Niyaazena Lajpaal Ke Her Gada Ko Sakhi Ne Sakhi Ker Dia
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Jo Karam Mujh Pay Mere Nabi Ker Dia...
Tags: Is Karam Ka Karun Shukar Kaise Various Artists download Mp3 Song , Is Karam Ka Karun Shukar Kaise hindi , download free Is Karam Ka Karun Shukar Kaise Track, Various Artists Top Songs , Various Artists New Song Download - DjPunjab.