Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» Kaun Kare Kurbanie
-
» Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) Kalyanji Anandji Mp3 song download
Track :
Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet)
Music : Kalyanji Anandji
Label : Ultra
Release Year : 01/Jan/1991
Playtime : 1:12 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet)
Who is singer of Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song?
Singer of Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song is Kalyanji Anandji.
Who is the music director of Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song ?
Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) is Tuned by Ultra.
Whats the playtime (duration) of Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song?
Playtime of song Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) is 1:12 Minute.
When Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song released?
Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) mp3 hindi song has been released on 01/Jan/1991.
Which album is the song Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) from?
Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) is a hindi song from the album Kaun Kare Kurbanie.
How can I download Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song ?
You can download Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) song via click above download links.
Description :-Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) mp3 song download by Kalyanji Anandji in album Kaun Kare Kurbanie. The song Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) is and the type of this song is hindi
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
kaheen bhee raho tum, kaheen bhee rahe hum
pyaar tumhein hum karenge, yaad tumhein hum karenge
pyaar tumhein hum karenge, yaad tumhein hum karenge
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
pyaar kabhi kam, pyaar kabhi kam
rahe naa, rahe saath hum-tum
rahenge sada hum tumhaare
rahe naa, rahe saath hum-tum
rahenge sada hum tumhaare
badle, badal jae duniyaa
badle naa dil ye hamaare
vaqt chaahe to imtihaan le le
imtihaan le le, chaahe jaan le le
saath chhute, naa toote, hamaari ye kasam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
pyaar kabhi kam, pyaar kabhi kam
mausam, ye phulon ka mausam
jab aaye hamein yaad karnaa
mausam, ye phulon ka mausam
jab aaye hamein yaad karnaa
lage naa jo dil ye akele
milne kee fariyaad karnaa
saath bachapan ka dil naa bhuulegaa
dil naa bhuulegaa, hum naa bhuulenge
door hoke bhee honge sada paas hum
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
pyaar kabhi kam, pyaar kabhi kam
jeenaa, hamein to hai jeenaa
jeevan tumhaaraa hee hoke
jeenaa, hamein to hai jeenaa
jeevan tumhaaraa hee hoke
jeenaa, vo jeenaa kya jeenaa
jeenaa ho, jab tumko kho ke
naam tere ye zindagi likh dee
zindagi likh dee, har khushee likh dee
zindagi too bane jab kaheen le janam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
kaheen bhee raho tum, kaheen bhee rahe hum
pyaar tumhein hum karenge, yaad tumhein hum karenge
pyaar tumhein hum karenge, yaad tumhein hum karenge
hoga naa hoga pyaar kabhi kam
pyaar kabhi kam, pyaar kabhi kam
Tags: Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) Kalyanji Anandji download Mp3 Song , Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) hindi , download free Hoga Na Hoga Pyar Na Kabhi Kam (Duet) Track, Kalyanji Anandji Top Songs , Kalyanji Anandji New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is