Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» Anjane Mein
-
» Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki Kalyanji Anandji Mp3 song download
Track :
Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki
Music : Kalyanji Anandji
Label : Saregama
Release Year : 29/May/1978
Playtime : 3:30 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki
Who is singer of Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song?
Singer of Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song is Kalyanji Anandji.
Who is the music director of Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song ?
Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki is Tuned by Saregama.
Whats the playtime (duration) of Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song?
Playtime of song Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki is 3:30 Minute.
When Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song released?
Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki mp3 hindi song has been released on 29/May/1978.
Which album is the song Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki from?
Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki is a hindi song from the album Anjane Mein.
How can I download Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song ?
You can download Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki song via click above download links.
Description :-Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki mp3 song download by Kalyanji Anandji in album Anjane Mein. The song Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki is and the type of this song is hindi
bas lakshmi, bas, bas, bas
kuch hee dinon tera ye pair
bilkul first class ho jaaegaa, haan
are
ye khatre ka signal kahaan se chalaa aa raha hai?
laal chadi maidan mein khadee
achchhee lagaa rahee hoon naa?
haan , bilkul gagan jesee
fir bol kab bajegi shahnaae?
are, nek kaam mein der kaisee
bolo to abhee bajwa detaa hoon
are, jambu, dulhan pasand aayi?
kya baath hai! are, bahut pasand hai
haan , to khadey-khadey dekh kya raha hai, jaake le aa sehara
haan , abhee laayaa, achchha
aur sun, kapade bhee pahan kar aanaa
shaadi mein kya duulhaa nanga aathaa hai?
kya?
jambo mera duulhaa?
aur kya, shukar kar vo to raji ho gaya
chindi ke choke, mera mazaaq udaata hai
main tere saath kabhi nahin baath karuungi
are, o
dekh banno
koyi jaataa hai naam se
koyi jaataa hai daam se
koyi jaataa hai jaan se
magar ye ladkee gayi kaam se
gayi kaam se, gayi ye ladkee
gayi kaam se, gayi ye ladkee, ho gayi hai deewaanii
choti umr mein
are, bali umr mein pyaar kee baathen karti hai manamaani
kaun ise samajhaae?
kaun ise samajhaae? ab ye theek nahin naadaani
gayi kaam se, gayi ye ladkee, ho gayi hai deewaanii
umr 18 kee ho, phir shaadi ka karo iraada
umr 18 kee ho, phir shaadi ka karo iraada
isse pehle kabhi kisi se karo naa pyaar ka vaadaa
vaadaa kabhi naa karnaa, khoj le madam varanaa
pyaar ka ye jurmaana padegaa tujko bharna
are, dhar legi sarkaar...
dhar legi sarkaar, agar ye baath naa tune maani
gayi kaam se, gayi ye ladkee, ho gayi hai deewaanii
choti umr mein pyaar kee baathen karti hai manamaani
jalthee karegi shaadi to phir jalthee honge bachche
jalthee karegi shaadi to phir jalthee honge bachche
aaj kee duniyaa mein to do bachche hai bas achche
buree hai jalthee shaadi, roak badhati aabaadi
30 kee hoke varanaa too ban jaaegee daadi
(are, beta banno jalthee-jalthee shaadi mat karnaa, haan )
sabar se le too kaam...
sabar se le too kaam, abhee to nikhari nahin javanee
are-are-are-are, gayi kaam se...
gayi kaam se, gayi ye ladkee, ho gayi hai deewaanii
choti umr mein pyaar kee baathen karti hai manamaani
Tags: Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki Kalyanji Anandji download Mp3 Song , Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki hindi , download free Gayi Kaam Se Gayi Ye Ladki Track, Kalyanji Anandji Top Songs , Kalyanji Anandji New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is