Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» Numaaish, Vol. 2
-
» Dil Ne Dhadkana Pankaj Udhas Mp3 song download
Track :
Dil Ne Dhadkana
Label : Universal Music India Pvt Ltd.
Release Year : 27/Jan/2014
Playtime : 9:10 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Dil Ne Dhadkana
Who is singer of Dil Ne Dhadkana song?
Singer of Dil Ne Dhadkana song is Pankaj Udhas.
Who is the music director of Dil Ne Dhadkana song ?
Dil Ne Dhadkana is Tuned by Universal Music India Pvt Ltd..
Whats the playtime (duration) of Dil Ne Dhadkana song?
Playtime of song Dil Ne Dhadkana is 9:10 Minute.
When Dil Ne Dhadkana song released?
Dil Ne Dhadkana mp3 hindi song has been released on 27/Jan/2014.
Which album is the song Dil Ne Dhadkana from?
Dil Ne Dhadkana is a hindi song from the album Numaaish, Vol. 2.
How can I download Dil Ne Dhadkana song ?
You can download Dil Ne Dhadkana song via click above download links.
Description :-Dil Ne Dhadkana mp3 song download by Pankaj Udhas in album Numaaish, Vol. 2. The song Dil Ne Dhadkana is and the type of this song is hindi
Woh mera ronake mehfil kahaan hai
Meri bijali mera haasil kahaan hai
Mukaam uska hai dil ki khalvato mein
Khuda jaane mukaame dil kahaan hai
Jis din se juda woh humse huye
Is dil ne dhadkana chhod diya
Is dil ne dhadkana chhod diya
Aye chaand ka munh utra utra
Taaron ne chamkna chhod diya
Taaron ne chamkna chhod diya
Woh paas humaare rehte they
Be rut bhi bahaar aa jaati thi
Woh paas humaare rehte they
Be rut bhi bahaar aa jaati thi
Ab laakh bahaare aaye to kyaa
Ab laakh bahaare aaye to kyaa
Phoolo ne mehekna chhod diya
Phoolo ne mehekna chhod diya
Aye chaand ka munh utra utra
Taaron ne chamkna chhod diya
Is dil ne dhadkana chhod diya
Hum raah koi saathi bhi nahin
Ab yaad koi baate bhi nahin
Hum raah koi saathi bhi nahin
Ab yaad koi baate bhi nahin
Ab phool khile zakhmo ke kyaa
Ab phool khile zakhmo ke kyaa
Aankhon ne barasna chhod diya
Aankhon ne barasna chhod diya
Aye chaand ka munh utra utra
Taaron ne chamkna chhod diya
Is dil ne dhadkana chhod diya
Humne ye duaan jab bhi maagi
Taqdeer badalte aye maalik
Humne ye duaan jab bhi maagi
Taqdeer badalte aye maalik
Aawaaz aayi ke ab humne
Aawaaz aayi ke ab humne
Taqdeer badalna chhod diya
Aye chaand ka munh utra utra
Taaron ne chamkna chhod diya
Is dil ne dhadkana chhod diya
Jis din se juda woh humse huye
Is dil ne dhadkana chhod diya
Aye chaand ka munh utra utra
Taaron ne chamkna chhod diya
Taaron ne chamkna chhod diya.
Tags: Dil Ne Dhadkana Pankaj Udhas download Mp3 Song , Dil Ne Dhadkana hindi , download free Dil Ne Dhadkana Track, Pankaj Udhas Top Songs , Pankaj Udhas New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion
» Home
For any info - admin@djpunjab.is