DjPunjab.is

Advertisment

  1. Home
  2. » Latest Bollywood Music
  3. » Mahabharat
  4. » Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai Laxmikant - Pyarelal Mp3 song download



Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai Laxmikant - Pyarelal Mp3 song download

Mahabharat Laxmikant - Pyarelal

Track : Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai

Music : Chitragupta

Label : Saregama

Release Year : 01/Jan/1965

Playtime : 3:31 Minute

Category : hindi Music


Share on Whatsapp

Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song download

Back To Album

FAQs for Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai

Who is singer of Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song?

Singer of Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song is Laxmikant - Pyarelal.

Who is the music director of Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song ?

Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai is Tuned by Saregama.

Whats the playtime (duration) of Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song?

Playtime of song Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai is 3:31 Minute.

When Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song released?

Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai mp3 hindi song has been released on 01/Jan/1965.

Which album is the song Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai from?

Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai is a hindi song from the album Mahabharat.

How can I download Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song ?

You can download Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai song via click above download links.


Description :-Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai mp3 song download by Laxmikant - Pyarelal in album Mahabharat. The song Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai is and the type of this song is hindi


Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai Laxmikant - Pyarelal Lyrics


chakravyuuh ka chakra ghira hai, kaurav dal kee chaal hai
aaj kaal kee chaati par, abhimanyu jesaa baal hai

saamane is vyuh mein pehle jaydrath aa gae
vir abhimanyu ke haathon ye bhee munh kee kha gae

pehle sochaa maar daalun, kya yahi satkarm hai
phir kahaa naa maarna moorchhit ko ghor adharm hai

chal, kapat kee ye ladaae dekh kar hotee vyathaa
saat yoddhaon se ladaten ek balak kee katha

ye mahabharat kee katha
ye mahabharat kee katha

saamane dekha khadey, ye karn sar unchaa liye
baan abhimanyu ka chhootaa, dhanush ke tukade kiye

hilaa duhshasan ka asana, vo bhee bhaaga kaanp ke
kaun aage aayega? jwalamukhi is aag ke

ab lo dekho
ab lo dekho, bhaanjon ke pyaare mamaa aa gae
aaj ye paase naa palate, ulte jhansa kha gae

jwaal bhadki, aaj duryodhana kee bhee naa kair hai
aaj vish ugalega ye sadiyon puraanaa bair hai

saba ne sochaa is tarah balak ye baaj naa aayega
kootneeti se ise maaro tabhee mar jaaegaa

ek tharaf saaton maharathi, ek tharaf balak akela
phir bhee jab tak praan tan mein, kshatriyon ka khel khelaa

vaah-vaah! pyaare bhattije, tujhse ujjwal vansh hai
aa gale mil le ghadi bhar, too hamaaraa ansh hai

is tarah ik chaal kapati, chali duryodhana chalaa
gale milne ke bahaane nij bhattije ko chalaa
peeth par abhimanyu ke ik baan dhoke ka chalaa


Tags: Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai Laxmikant - Pyarelal download Mp3 Song , Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai hindi , download free Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai Track, Laxmikant - Pyarelal Top Songs , Laxmikant - Pyarelal New Song Download - DjPunjab.

» Feedback / Suggestion / Contact us

» Home

For any info - admin@djpunjab.is

djpunjab.is (2022 - 2026)