Singer of Baat Meri Suniye To Zara song is Shankar-Ehsaan-Loy.
Who is the music director of Baat Meri Suniye To Zara song ?
Baat Meri Suniye To Zara is Tuned by Saregama.
Whats the playtime (duration) of Baat Meri Suniye To Zara song?
Playtime of song Baat Meri Suniye To Zara is 5:44 Minute.
When Baat Meri Suniye To Zara song released?
Baat Meri Suniye To Zara mp3 hindi song has been released on 31/Mar/2003.
Which album is the song Baat Meri Suniye To Zara from?
Baat Meri Suniye To Zara is a hindi song from the album Kuch Naa Kaho.
How can I download Baat Meri Suniye To Zara song ?
You can download Baat Meri Suniye To Zara song via click above download links.
Description :-Baat Meri Suniye To Zara mp3 song download by Shankar-Ehsaan-Loy in album Kuch Naa Kaho. The song Baat Meri Suniye To Zara is and the type of this song is hindi
Baat Meri Suniye To Zara Shankar-Ehsaan-Loy Lyrics
Baat Meri Suniye To Zara...(2) Meri Baat Sunke Yeh Bataiye Ke Iske Bare Mein Hai Aap Ka Khayal Kya
Itna Kyon Guroor Aap Mein Hai Itna Aap Mein Hai Naaz Kisliye Bataiye Hai Kisne Yeh Sikhaya Aapko Ke Jo Bhi Tumko Chahe Jo Bhi Tum Ko Pyaar Se Mile Usi Se Tum Raho Khafa Khafa
Baat Meri Suniye To Zara Aise Hum Nahi Hai Lekin Hum Agar Ho Aise Bhi To Issmein Kya Hua Kyon Na Ho Guror Humko Kyon Na Hum Ko Naaz Ho Ke Hum Haseen Logo Ki Hi Thokaro Mein Hai Zamana Jisko Dekhiye Humara Hai Deewana Hum Kisi Ka Dil Bhi Tod De Kisko Aadhe Raste Mein Chod De To Usko Bhi Duniya Kehti Hai Ada Aap Ko Jawab Mil Gaya Kahiye Kaisa Aap Ko Laga
Baat Meri Suniye To Zara Aaj Sunhi Lijiye Ke Kya Hai Husn Aapka Kya Hai Aap Ki Ada Aap Ke Har Ek Sitam Ko Humne Hi Ada Kaha Aur Aap Ki Har Ek Ada Ko Haske Humne Hi Saha Humne Hi Zara Si Ek Baat Ko Bada Ke Daastan Kar Diya Hai Humne Hi To Husn Ki Zameen Ko Aasmaan Kar Diya Hai Duniya Mein Jo Aap Ka Yeh Husn Bemisal Hai To Is Mein Bhi Hamare Ishq Ka Hi To Kamal Hai Agar Humhi Na Hote Isko Kaun Poochta
Aapko Agar Khayal Hai ...(2) Ki Hum Ko Husn Jo Mila Hai Aapne Diya Hai Yani Jo Bhi Hai Kamal Aapne Kiya Hai To Yeh Baat Saaf Hai Ki Humko Dekhte Hi Aapko Nasha Sa Ho Gaya Hai Sara Hosh Kho Gaya Hai Warna Aisi Ulti Sidhi Behki Behki Baato Ki Wajeh Hai Kya
Nahin Samaj Mein Aayi Meri Baat To Nahin Sahin Jo Aap Apne Husn Par Guror Karte Hai To Kariyen Par Na Bhool Jayega Hum Ne Hi Who Khoon E Dil Diya Jisse Roop Mein Yeh Rang Aa Gaya Hai Aap Ka Yeh Husn Duniya Bhar Pe Cha Gaya Hai Ho Jadoo Ban Ke Hum Nigaho Par Cha Gaye Dilo Mein Jo Samagaye Hai To Hairat Ismein Kya Hai Chehra Phool Hot Kaliyan Aur Zulfein Hai Andhera Aisa Jo Mehak Raha Hai Humne Hi To Aap Ke In Hoto Ko Gulab Aur Chehre Ko Kamal Kaha Hai Hum Ne Hi To Aapki Nazar Ko Jadoo Baton Ko Ghazal Kaha Hai Hum Ne Hi Zulf Ko Kabhi Kaha Hai Raat Aur Kabhi Ghata Agar Humi Na Dekhte Na Chahate Na Poojte To Patharo Ke Bhoot Ko Kaun Kehta Phir Kudha Baat Meri Suniye To Zara Chodiye Bhi Kehne Aur Sunne Ko Hai Baki Kya Raha Dekhiye Main Keh Rahi Hoon Baat Meri Suniye To Zara Aap Kya Kahengi Mujhko Khoob Hai Pata Are Baat Meri Suniye To Zara Phir Milenge Waqt Agar Mila Par Baat Meri
Tags: Baat Meri Suniye To Zara Shankar-Ehsaan-Loy download Mp3 Song , Baat Meri Suniye To Zara hindi , download free Baat Meri Suniye To Zara Track, Shankar-Ehsaan-Loy Top Songs , Shankar-Ehsaan-Loy New Song Download - DjPunjab.