Whats the playtime (duration) of Awaaz Di Hai song?
Playtime of song Awaaz Di Hai is 7:48 Minute.
When Awaaz Di Hai song released?
Awaaz Di Hai mp3 hindi song has been released on 15/Jan/1985.
Which album is the song Awaaz Di Hai from?
Awaaz Di Hai is a hindi song from the album Aitbaar.
How can I download Awaaz Di Hai song ?
You can download Awaaz Di Hai song via click above download links.
Description :-Awaaz Di Hai mp3 song download by Bappi Lahiri in album Aitbaar. The song Awaaz Di Hai is and the type of this song is hindi
Awaaz Di Hai Bappi Lahiri Lyrics
awaz di hai aaj ik nazar ne yaa hai ye dil ko gumaan doharaa rahi hai jaise fazaaen bhuuli hui daastaan awaz di hai aaj ek nazar ne yaa hai ye dil ko gumaan doharaa rahi hai jaise fazaaen bhuuli hui daastaan
laut aayi hai phir ruthi bahaaren kithna haseen hai samaa duniyaa se kah do naa hamako pukaare hum kho gaye hain yahaan
laut aayi hai phir ruthi bahaaren kithna haseen hai samaa duniyaa se kah do naa hamako pukaare hum kho gaye hain yahaan
jeevan mein kitni viraaniyaan thi chain thi kaisee udaasi sunakar kisi ke kadamo kee aahat halchal hui hai zaraa see
ho jeevan mein kitni viraaniyaan thi chain thi kaisee udaasi sunakar kisi ke kadamo kee aahat halchal hui hai zaraa see saagar mein jaise lehren uthi hain tuuti hai khamoshiyaan doharaa raheen hain jaise fazaaen bhuuli hui daastaan
tufaan mein khoi kashti ko akhir mil hee gaya phir kinaraa hum chhod aaye khwaabon kee duniyaa dil ne tere jab pukaaraa
tufaan mein khoi kashti ko akhir mil hee gaya phir kinaraa hum chhod aaye khwaabon kee duniyaa dil ne tere jab pukaaraa kabase khadi thi bahen pasaare is dil kee tanhaaiyaan duniyaa se kah do naa hum ko pukaare hum kho gaye hain yahaan
ab yaad aayaa kithna adhuraa ab tak tha dil kaa fasaana yoon paas aake dil mein samaake daaman naa humse chhudaana
ab yaad aayaa kithna adhuraa ab tak tha dil kaa fasaana yoon paas aake dil mein samaake daaman naa humse chhudaana jin raaston par tere kadam ho manzil hai meri vahaan duniyaa se kah do naa hum ko pukaaren hum kho gaye hain yahaan
laut aayi hai phir ruthi bahaaren kithna haseen hai samaa duniyaa se kah do naa hamako pukaare hum kho gaye hain yahaan
Tags: Awaaz Di Hai Bappi Lahiri download Mp3 Song , Awaaz Di Hai hindi , download free Awaaz Di Hai Track, Bappi Lahiri Top Songs , Bappi Lahiri New Song Download - DjPunjab.