Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» Le Baba Ka Naam Amrit Barsega, Vol. 4
-
» Aise Shyam Hamare Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha Mp3 song download
Track :
Aise Shyam Hamare
Label : Myuzic Entertainment
Release Year : 25/Nov/2016
Playtime : 8:20 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Aise Shyam Hamare
Who is singer of Aise Shyam Hamare song?
Singer of Aise Shyam Hamare song is Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha.
Who is the music director of Aise Shyam Hamare song ?
Aise Shyam Hamare is Tuned by Myuzic Entertainment.
Whats the playtime (duration) of Aise Shyam Hamare song?
Playtime of song Aise Shyam Hamare is 8:20 Minute.
When Aise Shyam Hamare song released?
Aise Shyam Hamare mp3 hindi song has been released on 25/Nov/2016.
Which album is the song Aise Shyam Hamare from?
Aise Shyam Hamare is a hindi song from the album Le Baba Ka Naam Amrit Barsega, Vol. 4.
How can I download Aise Shyam Hamare song ?
You can download Aise Shyam Hamare song via click above download links.
Description :-Aise Shyam Hamare mp3 song download by Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha in album Le Baba Ka Naam Amrit Barsega, Vol. 4. The song Aise Shyam Hamare is and the type of this song is hindi
bhed bhi bhed na paye jinka aa...
bhed bhi bhed na paye jinka
rishi muni sab haare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
(bhed bhi bhed na paye jinka
rishi muni sab haare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare)
yaad kiya jab jab bhi kisi ne
nange paanv padhaare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare ho...
ainse shyaam hamaare
karagaar main janame
gokul nagari main aaye
vadh karne putana aayi
to usko maar giraaye
karagaar main janame
gokul nagari main aaye
vadh karne putana aayi
to usko maar giraaye
nand bhawan main baji badhai
gokul vaale harshaye
kailash chhod bhole ji
darshan karne ko aaye
karke darshan mast ho gayi ye...
karke darshan mast ho gayi
shivashankar matvaale
ainse shyaam hamaare ho...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare ha haan...
ainse shyaam hamaare
bachapan main natkhat kanha
kai adbhut khel dikhaaye
kabhi maakhan chor kahaaye
madhuban main gaay charaaye
bachapan main natkhat kanha
kai adbhut khel dikhaaye
kabhi maakhan chor kahaaye
madhuban main gaay charaaye
kabhi naag kaaliya ko wo
jamuna se dur bhagaaye
jab maat yasoda daanti
mukh main brahmand dikhaaye
jai jai car kii bhagaton ne... haan
jai jai car kii bhagaton ne jab
girbar nakh pe dhaare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare ha haan...
ainse shyaam hamaare are haan...
ainse shyaam hamaare...
bhari sabha main draupadi kahkar bhaiya chillaai
laachaar sabha main baithe the paancho pandav bhai
bhari sabha main draupadi kahkar bhaiya chillaai
laachaar sabha main baithe the paancho pandav bhai
aa aakar cheer badhaayaa
mere shyaam ne laaj bachaai
gaya haar dushasan paapi
jab lila ajab dikhaai
der he par andher nahin he...
der he par andher nahin
ye bigade kaaj sanvaare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
jab magar machh se hathi tha buree tarah se haara
tab aaye chhod garud ko jab hari kaa naam pukaara
jab magar machh se hathi tha buree tarah se haara
tab aaye chhod garud ko jab hari kaa naam pukaara
prahlada bhakt kii khatir narsingh kaa rup tha dhara...
thodi pe baithke hari ne hrinakshyap ko maaraa...
or uthaa god main apane bhagat ko...
uthaa god main apane bhagat ko
maan kii tarah puchakaare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
yaar sudama ke ghar jab chai thi kangaali
dar dar phirata tha maaraa sab bik gayi lotaa thali
yaar sudama ke ghar jab chai thi kangaali
dar dar phirata tha maaraa sab bik gayi lotaa thali
bachapan kaa yaar kanhaiya yun kehane lagi ghar vaali
do mutthi chaaval khaake sari khushiyaan de daaleen
do lok kaa raaj de diye...
do lok kaa raaj de diye
bhar daale bhandare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
jab barbarik ne aakar ke sheesh kaa daan diya tha
he raajapaal mohan ne kuch yun vardaan diya tha
jab barbarik ne aakar ke sheesh kaa daan diya tha
he raajapaal mohan ne kuch yun vardaan diya tha
mere naam se puja hogi kalyug main sheesh ke dani...
jabatak hai chaand sitare o lakkha rahegi amar kahani
haan khatu main bahi aan based hai...
khatu main bahi aan based
haare ke jo hai sahare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare are haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
bhed bhi bhed na paye jinka...
bhed bhi bhed na paye jinka
rishi muni sab haare
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare are haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare haan...
ainse shyaam hamaare
Tags: Aise Shyam Hamare Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha download Mp3 Song , Aise Shyam Hamare hindi , download free Aise Shyam Hamare Track, Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha Top Songs , Poonam Sadhvi, Lakhbir Singh Lakkha New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is