Who is singer of Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song?
Singer of Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song is Various Artists.
Who is the music director of Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song ?
Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke is Tuned by Saregama.
Whats the playtime (duration) of Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song?
Playtime of song Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke is 11:15 Minute.
When Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song released?
Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke mp3 hindi song has been released on 31/Dec/1958.
Which album is the song Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke from?
Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke is a hindi song from the album Immortal Qawwalis From Films.
How can I download Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song ?
You can download Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke song via click above download links.
Description :-Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke mp3 song download by Various Artists in album Immortal Qawwalis From Films. The song Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke is and the type of this song is hindi
Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke Various Artists Lyrics
Aise besharm aashiq hain ye aaj ke Aise besharm aashiq hain ye aaj ke Inko apna banaana ghazab ho gaya Aise besharm aashiq hain ye aaj ke Inko apna banaana ghazab ho gaya Dheere dheere kalaayi lage thaamne Dheere dheere kalaayi lage thaamne Inko ungli thamaana ghazab ho gaya Dheere dheere kalaayi lage thaamne Inko ungli thamaana ghazab ho gaya
Jo ghar me sil pe masaala talak na pees saken Unhen ye naaz hamen khaaq me milaayenge Kalaayi dekho to choodi ka bojh sah na sake Aus us pe daawa ke talwaar ham uthaayenge Farebomakr me inka nahin koi saani Ye jis ko das len wo maangen naa mudkarpaani Bada azeeb dastoor inki mahfil hai Bulaaya jaataa hai izzat badhaayi jaati hai Phir uske baad wahin qatl karke aashiq ko Badi dhoom se mayyat uthaayi jaati hai Khataa hamaari hai jo hamne unse pyaar kiyaa Buraa kiya jo haseenon pe aitbaar kiyaa Bhool hamse huyi inke aashiq banen Bhool hamse huyi inke aashiq banen Paas inko bulaanaa ghazab ho gayaa Bhool hamse huyi inke aashiq banen Paas inko bulaanaa ghazab ho gayaa Thokaron me the jab tak to seedhe the ye Thokaron me the jab tak to seedhe the ye Arre inko sar pe bithaana ghazab ho gayaa Thokaron me the jab tak to seedhe the ye Inko sar pe bithaana ghazab ho gayaa
Ham auraton ko nazar se utaarne waalon Khabar bhi hai tumhe shekhi baghaarne waalon Ke is zameen pe Putli bhi ek aurat hai Ke jisme mard ko lalkaarne ki himmat hai Pahan ke sar pe dileri ka taaz baithi hai Jo ghar me thi wo sinhasan pe aaj baithi hai Agar jhuke to ye dil kya hai jaan bhi de de Jo sar uthaaye to mardon ki jaan bhi le le Agarche phool ka ik haar hai yahi aurat Jo zidd pe aaye to talwaar hai yahi aurat Ye Putli banke zamaane ko mod sakti hai Uthe to mard ka panja marod sakti hai Teri himmat pe Putli hamen naaz hai Teri himmat pe Putli hamen naaz hai Teraa maidaan me aanaa ghazab ho gayaa Teri himmat pe Putli hamen naaz hai Teraa maidaan me aanaa ghazab ho gayaa
Ek din bole farishte kar ke ye duniya ki sair Ya Khuda duniya teri sooni hai aurat ke baghair Uth pade hikmat dikhaane ke liye Kudrat ke haath Soch li maula ne aurat ko janam dene ki baat Iss tarah maalik ne ki kaareegari ki ibdita Chand se maanga ujaalaa noor sooraj se liyaa Roop sayyaron se maanga rang usha se liyaa Pankhadi se li nazaakat aur kaliyon se adaa Shaam se kaajal liyaa aur subah se waada liyaa Bijliyon se kahar maangaaa aag se gussa liyaa Hauslaa chattan se aur dard panchi se liya Aasmaan se zulm maangaa sabr dharti se liya Shaakh se angdaayiyaan jharnon se ithlaana liyaa Bulbule se naaz li nadi se balkhaana liya Aayine se hairaten tasweer se khaamoshiyaa Lahar se athkheliyaan maangi pawan se shokhiyaan Aank li harni se aur shabnam se aansoon le liyaa Badliyon se zulf nazaaron se jaadu le liyaa Laajwanti se sharm aur raatraani se hayaa Aabroo moti se li soorajmukhi se li wafaa Zahar naagan se liya aur saanp se dasna liya Katnaa bichhu se maangaa teer se chubhnaa liyaa Lomdi se maang li taa umr ki makkariyaan Makhiyon se shor aur macchar se li aiyariyaan Itni cheezen jamaa hoke jab lagin maula ke haath Aur in sabko milaayaa jab Khuda ne ek saath Tab kahin jaakar badi mehnat se ek moorat bani Dilnashi pe karbala ek dilruba soorat bani Dekhkar apni kalakaari ko maula hans padaa Aur usi anmol shai ka naam aurat rakh diyaa Rakh chukaa jab naam uske baad yoon kahne lagaa Kyaa Main banaakar tujhe khud pareshaan hoon Main banaakar tujhe khud pareshaan hoon Arre tujhko duniya me laana ghazab ho gayaa Main banaakar tujhe khud pareshaan hoon Tujhko duniya me laana ghazab ho gayaa
Jab mere maula ne socha mard ko paida kare Sabse pahle ye sawaal aaya ke kudrat kya kare Pattharon se sangdili aur berukhi taqdeer se Qahar toofaanon se maangaa aur ghazak shamsheer se Li gadhe se akl kauwwe se sayaanapan liyaa Aur kuchh kutte ki tedhi dum se tedhapan liyaa Ghaat li billi se aur choohe se maangaa bhaagnaa Aur ulloo se liyaa raaton ko iska jaagnaa Le liya tote se aankhen pher lene ka chalan Bhediye ke khoon peene ka liyaa deewaanaapan Li gayi girgit se hardam ra
Tags: Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke Various Artists download Mp3 Song , Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke hindi , download free Aise Besharam Ashiq Hain Yeh Aaj Ke Track, Various Artists Top Songs , Various Artists New Song Download - DjPunjab.