Advertisment
-
Home
-
» Latest Bollywood Music
-
» An Evening In Paris
-
» Aasman Se Aaya Farishta Shankar-Jaikishan Mp3 song download
Track :
Aasman Se Aaya Farishta
Music : Shankar-Jaikishan
Label : Saregama
Release Year : 01/Jan/1967
Playtime : 5:16 Minute
Category : hindi Music
FAQs for Aasman Se Aaya Farishta
Who is singer of Aasman Se Aaya Farishta song?
Singer of Aasman Se Aaya Farishta song is Shankar-Jaikishan.
Who is the music director of Aasman Se Aaya Farishta song ?
Aasman Se Aaya Farishta is Tuned by Saregama.
Whats the playtime (duration) of Aasman Se Aaya Farishta song?
Playtime of song Aasman Se Aaya Farishta is 5:16 Minute.
When Aasman Se Aaya Farishta song released?
Aasman Se Aaya Farishta mp3 hindi song has been released on 01/Jan/1967.
Which album is the song Aasman Se Aaya Farishta from?
Aasman Se Aaya Farishta is a hindi song from the album An Evening In Paris.
How can I download Aasman Se Aaya Farishta song ?
You can download Aasman Se Aaya Farishta song via click above download links.
Description :-Aasman Se Aaya Farishta mp3 song download by Shankar-Jaikishan in album An Evening In Paris. The song Aasman Se Aaya Farishta is and the type of this song is hindi
O jaanemen dilaara
Ek nazar idhar bhi
Aasman se aaya farishta pyar ka sabak sikhlane
Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlane
Aasman se aaya farishta pyar ka sabak sikhlane
Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlane
Kaho pyar hai tumse ... ja ja
O jaana kaho pyar hai tumse ... ja ja ja
Seekho zara seekho andaz pyar ka humse tum
Karlo aji karlo iqraar pyar ka humse tum

Dilbar teri khatir main chaand chhodkar aaya hoon
Dene nazrana main apne pyar ko laya hoon
Dilbar teri khatir main chaand chhodkar aaya hoon
Dene nazrana main apne pyar ko laya hoon
Aasman se aaya farishta pyar ka sabak sikhlane
Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlane
Kaho pyar hai tumse ... you silly
O jaana kaho pyar hai tumse ... don′t be silly
Saaya hoon main tera, tere saath saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera, baahon se baandh le jaunga
Saaya hoon main tera, tere saath saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera, baahon se baandh le jaunga
Aasman se aaya farishta pyar ka sabak sikhlane
Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlane
Kaho pyar hai tumse ... hmm
O jaana kaho pyar hai tumse ... hmm hmm
Kaho pyar hai tumse ... haan
O jaana kaho pyar hai tumse ... haan haan
Kaho pyar hai tumse ... kaha na
O jaana kaho pyar hai tumse ... haan haan hai
Kaho pyar hai tumse ... hmm
O jaana kaho pyar hai tumse ... haan haan
Tags: Aasman Se Aaya Farishta Shankar-Jaikishan download Mp3 Song , Aasman Se Aaya Farishta hindi , download free Aasman Se Aaya Farishta Track, Shankar-Jaikishan Top Songs , Shankar-Jaikishan New Song Download - DjPunjab.
» Feedback / Suggestion / Contact us
» Home
For any info - admin@djpunjab.is